Hasratein dil kee - Shayari in hindi
Hasratein dil kee
Khab jo daikhe the maine
ख्वाब जो देखे थे मैंने
mere dil hi main
dab kar rah gayi
Zindgi ki har tamanna
Zindgi ki har tamanna
aansuon me bah gayi
Khab jo daikhe the maine
rait ki tabeer thi
Waqt ne thoker lagayi
hay kismat dhai gayi..........
मेरे दिल ही में
दब कर रह गयी
ज़िन्दगी की हर तमन्ना
ज़िन्दगी की हर तमन्ना
आंसूओं मे बह गयी ।
ख्वाब जो देखे थे मैंने
रेत की ताबीर थी
वक़्त ने ठोकर लगाई
वक़्त ने ठोकर लगाई
हाय किस्मत ढ़ह गयी |
: - Sunil Rana
: - Sunil Rana


Leave a Comment