Taqdeer hindi shayari ( तक़दीर )
Honslaa ye tha ke
saare jahan ko jagmagaa deta or taqdeer meri ye ke
mere ghar ke diye hee ne
mera ghar jala diya.
होंसला ये था के
सारे जहां को जगमगा देता
और तकदीर मेरी ये के
मेरे घर के दीये
ही ने मेरा घर जला दिया ।
: - Sunil Rana

Leave a Comment